“aaj bhaagne ko ji chaha hai
jhilmil jhilmil ummedo se
gumsum, chup chup in adharo ki
hasti roti barsaatoen se
muskurati, ithlati angdayi ki
pyasi, utsuk saugaatoen se
bheege mausam ki nam aankhoen se
is ajab-gazab si duniya se
toote, bhikhare kuch sapno se
veeraane se band kamro meojhal hoti hasti se
ankahi, dabayi kuchh baato se
dhundli kuchh beeti yaadoen sehasti roti barsaatoen se
muskurati, ithlati angdayi ki
pyasi, utsuk saugaatoen se
bheege mausam ki nam aankhoen se
behte girte is pani se
aaj bhaagne ko ji chaha hai
is ajab-gazab si duniya se…..”aaj bhaagne ko ji chaha hai